You are on page 1of 27

aadmi aaj aa

daawar aaj aa
raat raat aa
us raah aa
aaj raat rah
din raat rah
daadaa aadaab
ras Daal aa
aadmi aa
daara aaj aa
din din aa
is raah aa
aaj raat aa
das din rah
baagh
bab
buth
pal
tak
Tan
saa
nal
yaa
paT
nab
tab
sab
nab
yab
baabaa naanaa
aapaa
aanaa aaTaa
aayaa
baal
naam paan
paak
taar
TaaT
naT nar
par
tap
paak rah
TaaT bun aaTa aaya
naanaa aanaa
daadaa taar aayaa
naT pal paraaya
wah is nal tak aayaa
aadaab
waraq
dawaa
Daraa
uTha
zaraa
bataa
baTan
pataa
banaa
bahaayaa bataana
nayaa
bayaa
dabaa
diyaa
piTaa
paThakh
baal banaa
naam bataa pataa bataa
bayaa uDaa
paan bana
dara pitaa taar diyaa
tab paThak diya
wah batan nayaa TaaT dabaa diyaa
aap paan banana
dada dawa banana
bad
baz
taT
baT
par
buz
paDhaa parda buraa baDhaa baras
niDar badan baral rabar taDap
baadal apnaa bartan paapaD baabar
zaraa badan daba baadal baras paDa parda Utha
baDa Tab aaya apna pata bata baabar zara aa
naya rabar diya batan badal diya bartan paTak diya
bada bura paapaD diyaa
naadir pal purana
jaana jas jab
chaar chup chal
haal haj haq
khudaa khabar khat
hasan sach saal
shaam sharbat shak
saabir naasir saaf
haazir zarb zid
nal tak chal
apna haal bata
aaj khat aaya
naasir saaf rah
shaam tak aana
haq par DaT jaa
chup chaap chal
sach sach baat bata
saabir khabar bata
hasan sharbat bana
pul par jaana
khuda apna rab
hal chalaa
wajah bata
zid naa kar
maajid shahar chal
jagah badal
ye sabaq sahal
lala tala laa
ye kiska khat aaya?
khuda hum sab ka maalik
sardi hajee daadi aaree
usee wohi maali chalti
cheez tees bees teer
pyala nyala
zameen
keyla
sey
ley
piley
paThri der ser
seb
pair
sair
mail
bail
ghair
khair
hai
pyasaa
aasman haakim mewe ek kehna
maali mewe laaya
das anaar laya
barah kele laaya
pair par mail hai
khuda ek hai
wahi jalata hai
is ki zameen hai
wahi maalik hai
us se Dar
bees seb laaya
tees lichi laaya
laal pyale laaya
wah ek bail hai
uska kehna maan
wahi maarta hai
uska aasmaan hai
wahi haakim hai
kisi se na Dar
meri pencil hai
aslam chakhu laa
chatri kaali hai
yeh topi maqmal ki hai
car kis ki hai
plane uD gayaa
kursi
kitaab
taj mahal
dawaat
chiraag
ped
bach
bas bibi
pehla
paak
kaapi
takhti
aate
aati
Tam Tam
kaaT
Kaati
naher
nas
paani
yahi
aisa
yaad
Tam Tam aati hai
nehar par chal
khuda ka naam le
pehla kalma yaad kar
apni copy la
takhti meri hai
paani pila de
wah bahut raheem hai
kisne azaan di?
chadar kisne kaTi?
do
Dhol
juta
paudha
tolo
bolo
gol jano
mano
suraj
murat
rasul puj palo
no
jo
maula
aur
kaun
sach sach bolo
kam mat tolo
Dhol do
baat suno
lota lo
paudha hara hai
juta naya hai
khuda ko yaad karo
khuda hi se Daro
zameen gol hai
wah dhol hai
suraj nikla sair ko chal
nau ser jo laa
rab hai maula
kauwwa bola kau kau
paalu bola pau pau
kaan laga kar sun lo
ek Allah ko pujo
rasul ka kehna mano
Allah ko Malik Jano
Uska Naam liya karo
Maula Maula kiya karo
matlab taahir taaq qatrah
manzoor nazar zaahir zuhr
mana sair aalim asr
baligh maghrb ghul ghairat
safar ghafil aafat fan
faqt aaqil qareeb qalm
saeed aalim hai
gali bakna mana hai
qalm taaq par hai
yah sabaq yaad karo
manzoor baligh hai
ghul mat karo
meri nazar kamzor hai
haj ka safar karo
tum ko kisne paida kiya?
kisne baDa kiya?
rozi kaun deta hai?
pani kaun pilata hai?
aafat se kaun bacata hai?
aaram kaun deta hai?
ALLAH
Allah sab ka Khaaliq hai
Allah sab ka Maalik hai
Allah sab ka Hakim hai
Aao
Aai
Aaye
Aaiye
Pao Lao Jao
Paai Laai Naai
Paye laye jaye
paiye laiye jaiye
banaiye banaye banai banao
soye soyi hoye hui
wah kab gaye? Aap kab aaye?
Azaan hui Masjid Jao
Naai aaye ga
baal banaye ga
aap jab aaye
seb amrud laaye
noon ghunna ke masqh
paDhein mein Jaaon yahaan maa
hasun angur haank maango baatein
palang daant gend boondh oonTh
yahaan aaiye
bahot na haso
daanth saaf karo
main jaaon ga
maa ki baatein mano
khuda se maango
chaand nikla
kal jaye ga
ooTh haank do
boondein padi
gend laaon ga
angur khareed lao
kisi se na maango
palang baahar lao
bhala
haath
phool
ghaDi
bhai
bheli
gobhi
phal
phulka
pheni
thoda
thaila
sathi
ThaaT
ThanDi Thela
jhat
jhok
jhalar
chat
chaDi chatri
dhak
dhan
doodh
Dhak
Dhol
Dhaal
bh ph th Th waghaira
bh
ph
th
Th
jh
ch
dh
Dh
Th
Kh
Gh
Lh
PeTh chaDi
khana
kheer
chakh
ghar
panghaT
ghaDa
kolho
chulha
kulha
in tasveeron mein HA ki milai hui kaun kaun si aawazein hain?
baagh mein phul khile hain
ghaDi mein do baje hain
seeDhi khaDi kar do
sab ko bhai jaano
sab se bhalaai karo
khuda ke aage sar jhukaao
kisi ke aage sar na jhuka
khuda se maango
kisi se na maango
savere uTho. Haath muh dholo
wazu karke namaaz paDho
kuch Quran bhi paDho
phir baagh ko jaao
ThanDi hawa khao
aakar miThai khao
kheer bhi khao
khakar paDhne jao
barah baje ghar aana
nahaakar khana khaana
kuch der aaram karna
dhoop tez hogi
idhar udhar mat jaana
waqt bardaab mat karna
parda Daalo
Aaram karo
kaThal khao japan jao
haathi aaya
paani pilao
talaab mein
kamal hai
taKht
par
namaaz paDho
rab se
Darte raho
laTTo
balla
ammi
abba
ganna
sachcha
achcha
channu mannu
minni laDDu
jannat
machchar
bhadda rassi
chakki
Allah
chunnu balla laaya
munnu laTTO laaya
munni ganna laayi
achcha abba laDDu laaya
amma ne laDDU baaTe
ammi ka kehna maano ammi ke pairon tale jannat hai
jo bachcha sachcha hai
sab ko achcha lagta hai
Allah sab se baDha hai
sab kuch Allah ka hai
jasm
takht farsh waqt sakth
zard dard sard garm
kharch ilm pasand khard band gard
takth par gard hai
wah farsh zard hai
sar mein saqt dard hai
roti garam hai
paani sard hai
darwaza band hai
waqt ki qadr karo
ilm haasil karo
Allah ki raah mein kharch karo Allah ko ye pasand hai
doosron ke liye wahi pasand karo
jo apne liye pasand karte ho
har khane me se ek ek lafz lekar jumla banao
laDki
apna
juti
apni
juta
laaya
laayi
laDka
uski
uska
kurta
Topi
niche diye hue hurf se alfaaz
banao jo khaane ki cheezon ke naam ho
Ta
wa
i
ra
sha
ga
wa ta
na
aa ja ma
ka
aa ye la
fa
ra
ba
ee cha
kha
ee
Da
ha
ba
sa wa
aa la
ginti ke geet
ek do teen
teen do ek
teen chaar paanch
paanch che saat
saat aath nao
aath nao das
rab se Darte raho bas
Qayam karo deen
ban jao nek
sach ko nahi aanch
bolo sachchi baath
rab se lagaao lo
niche alfaaz ulte pulte hain, inhe theek ki jiye
so ta ra
da baa la
na aa samaa
su ra la
aa nagu ra
ra
a
naa
ra
ye taa
gu
liya
na
da
u
ta
islam
hamara deen islam hai
Quran hamari kitaab hai
Allah ke siwaa koi maabud nahi
Hazrath Muhammed Allah ke rasul hain
unpar Allah ki rehmat hai
sab ko marna hai
mar kar phir jeena hai
tab apne kaamon ka hisaab dena hai
Allah hi Hakim hai
yahi hamara imaan hai
Allah
kaun hai Maalik, kaun hai Aaqa
kaun hai Haakim, kaun hai Raja
bolo bachchon ! Allah Allah
kis ne diye hain ammi abba
kisne diya hai khana kapDa
bolo bachchon! Allah Allah
kisne suraj chaand banaya
kisne paudhe peD ugaaya
bolo bachchon ! Allah Allah
aleef be
aa se Allah ko pehchaan
ta se tauba kar insaan
ba se baDon ka kehna maan
sa se sabit rakh imaan
ja se jannat kha khairaat
ha se Hazrath par salwaat
da se deen islaam ko jaan Za se Zaath Khuda ki maan
ra se roza
za se zakaath
farz hain dono sunle baat
sa se sadkha ain se eid
ghain se ghazi sheen shaheed
sa se sajda
ze zarood
zua se zafar hai
tua se toor
fa se farishton par imaan qa se Quran hai Furqaan
ka se kamil dil se maan
kaamil ke maine bhi jaan
ma se masjid
na se namaaz
wa se wahdat ki awaaz
ha se hijrat ka ho safar ya se yaad khuda ko kar
shakeel abbas
Sadaqallahul Azeem
May Allah forgive the mistakes and shortcomings
Request for Dua
For reporting errors or any feedback : syedfawaz2002@gmail.com

You might also like