You are on page 1of 3

Lyrics: Sayeed Qadri

Album: Jism
Music: M.M Kareem
Vocals: K.K. / M.M. Kareem
Version 1:
Awaarapan Banjarapan
Ek Khala Hai Seene Mein
Har Dam Har Pal Bechaini Hai
Kaun Bhala Hai Seene Mein
Is Dharti Par Jis Pal Suraj
Roz Savere Ugta Hai
Apne Liye To Thik Usi Pal
Roz Dhala Hai Seene Mein
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Jane Yeh Kaisi Aag Lagi Hai
Is Mein Dhua Na Chingari
Ho Na Ho Us Par Kahin Koi
Khwaab Jala Hai Seene Mein
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai seene Mein
Jis Raste Par Tapta Suraj
Sari Raat Nahi Dhalta

Ishq Ki Aise Raha Guzar Ko


Hum Ne Chuna Hai Seene Mein
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Kahan Kise Ke Liye Hai Mumkin
Sab Ke Liye Ek Sa Hona
Thoda Sa Dil Mera Bura Hai
Thoda Bhala Hai Seene Mein
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Version 2:
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Har Dam Har Pal Bechaini Hai
Kaun Bhala Hai Seene Mein
Dil Jis Cheez Ko Haan Kehta Hai
Zahen Usi Ko Kehata Hai Na
Ishq Mein Uff Yeh Khud Hi Se Ladhna
Ek Saza Hai Seene Mein
Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Khanjar Se Haaton Pe Lakeeren
Koi Bhala Kya Likh Paya
Humne Magar Ek Paagalpan Mein

Khud Ko Chala Hai Seene Mein


Awaarapan Banjarapan
Ek Hala Hai Seene Mein
Version 3:
Yeh Duniya hi Jannat thi
Yeh Duniay hi Jannat hai;
Sab kuch kho kar,
Aaj yeh hum par, Bedh khula hai seene
mein

You might also like