You are on page 1of 3

Balaghal Ula Bi Kamalihi

Balaghal Ula Bi Kamalihi - Kashafad Duja Bi Jamalihi Hasunat Jameeu Khisalihi - Sallo Alaihi Wa aalihi Na Kahin Se Door Hai Manzilen - Na Koi Kareeb Ki Baat Hai Jisse Chahe Usko Nawaz De - Ye Dare Habeeb Ki Baat Hai Jisse Chaha Darpe Bulaliya - Jisse Chaha Apna Banaliya Ye Bade Karam Ki Hai Faizle - Ye Bade Naseeb Ki Baat Hai Woh Kuhdha Nahin Ba Kuhdha Nahin - Woh Magar Khuda Se Judha Nahin Woh Hai Kiya Magar Woh Hai Kiya Nahin - Ye Muhib Habeeb Ki Baat Hai Wo Habeebe Rabbe Kareem Hai - Wo Rauf Hai Wo Raheem Hai Unhen Fikr Hai Meri Aap Ki - Unhen Taha Tha Koi Aur Hai ============================================================== Main Bahak Sakoon Yeh Majaal Kiya - Mera Rahmnuma Koi Aur Hain Mujhe Khoobu Jaan Ne Manzile - Ye Sh Koi Aur Hai Jo Thumhari Jali Se Muttasil - Hai Tho Thum Ke Picche Khajil Khajil Nahi Main Nahin Woh Marize Dil - Na Mere Siwa Koi Aur Hua Meri Iltija Hai Yeh Dostho - Kabhi Thum Jo Soove Haram Chalo Tho Banaake Sarko Qadam Chalo - Ke Yeh Raastha Koi Aur Hai Hai Tujhe Khabar Shahe - Meri Wajhe Raahathe Qalbo Jaan Na Tere Siwa Koi Aur Tha - Na Tere Siwa Koi Aur Hai Ye Ghuman Tha Kahin Saal Se - Ya Yaqeen Hai Kahin Roz Se Mere Dil Se Ghumbade Sabz Ka - Yeh Mamula Koi Aur Hai Wo Habeebe Rabbe Kareem Hai - Wo Rauf Hai Wo Raheem Hai Unhen Fikr Hai Meri Aap Ki - Unhen Taha Tha Koi Aur Hai Main Tho Door Arze Haram Se Tha - Wo Hi Khulde Gosh Haseen Sada Hai Isi Men Majide Be Nawaz - Ke Ye Kaafila Koi Aur Hai

Kismat mein meri chain se jeena likhde Doobe na kabhi mera safeena likh de Jannat bhi ganwara hai, magar mere liye Aye kaatib-e-taqdeer, bass madina likhde Mai saahil hoon meri auqaat kya hai Tum aaqa ho, tumhari baath kya hai Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam

Chashm-e-rahmat-ba-khusha soohe-malandaz nazar Aye quraishi-la-kabi hasmhi-o-muttalabi Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Kya tumse kahoon aye rab ke kunwar Tum jaanat ho mann ki battiyaan Darr furqat toh aye ummi-laqab Kaate na katath hai ab rattiyaan Turi preet mein sudbud sab bisri Kab tak ye rahegi beqabri Daah-e-ka pigan duzdi da nazar Kabhi sun bhi toh lo humri battiyaan Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Kehna saba huzoor se, kehta hai ek ghulam Bass ek nazar ho, ek nazar ka sawaal hai Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Phir ujdiyon ko laal de, jaan paththaron mein daal de Haavi ho mustaqbil pe hum, maazi sa humko haal de Daawa hai teri chaah ka, is ummat-e-gumraah ka Tere siva koi nahi, ya rahmat-al-lil-alameen Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa salleAlah, Ya mustafa salleAlah Ya mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lana Dast-e-hama, bechara ra Daama tuhi, pursa tuhi Mann aasiyam, Mann ajizam Mann bekasam, Haal-e-mara Ya shafaye, roz-e-jazaa Pursa tuhi, pursa tuhi Aye mushtub-e-zambar fishaan Paike naseem-e-sub haram Aye charagar insanafas Aye munise beemar-e-gham Aye kaasid-e-parkhundapaye Tujhko usi gul ki kasam Find More lyrics at www.sweetslyrics.com Ibnil tayari has saba Yauman ila-ar-dil-haram Ballib salami roza tann Fi-han nabi-al-mohtaram Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Hum ghareebon ke din bhi sanwarjayenge Haami-e-bekasaan kya kahega jahan Aapke darr se khaali agar jayenge Koi apna nahi gham ke maaray hain hum Aapke darr pe faryaad laaye hain hum Ho Nigah-e-karam, warna chokhat pe hum

Aapka naam le le ke marjayenge Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Maikashon aao aao madine chalen Aao madine chalen, chalo madine chalen Aao madine chalen, Isi mahine chalen Aao madine chalen, Haj ke mahine chalen Dukh ranj-o-alam sab chhat-te hain Hasnain ke sadke batt-te hain Madine chalen, aao madine chalen Chalo madine chalen, aao madine chalen Tajalliyon ki ajab hai fazaa madine mein Nigah-e-shauk ki hai inteha madine mein Gham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine mein Namaz-e-ishq karenge adaa madine mein Idhar udhar na bhatakte phiro khuda ke liye Barah-e-raas hai raahe-e-khuda madine mein Madine chalen, aao Madine chalen Isi mahine chalen, chalo madine chalen Maikashon aao aao madine chalen Dast-e-saakhi-e-kausar se peene chalen Yaad rakho agar, uthgayi ek nazar Jitne khaali hai sabb jaam bharjayenge Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Khof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darr Saqt mushkil hai aaqa kidhar jayen hum Ap hi na garr na lenge, hamari khabar Hum musibat ke maaray kidhar jayenge Aapke darr se na koi khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya Ho habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazar Warna auraq-e-hasti bikhar jayenge Tajdar-e-haram, ho nigaah-e-karam Tajdar-e-Haram

You might also like