You are on page 1of 2

Shaykh Jami Radiallahu taala anh writes that the Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam was one

day seated with Sayyiduna Imam Hussain Radiallahu taala anh on his right and his son Sayyiduna Ibrahim Radiallahu taala anh on his left. Sayyiduna Jibril alaihissalam descended and said to the beloved of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam that the Lord Allah subhana va taala would not allow bith of these children to remain with the Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam as one of them would have to mreturn to the Lord Lord Allah subhana va taala. It was now the beloved of Allah Hazarat Mohammad alaihissalams choice as to which one of these two beloved childrenwould remain on earth and whichone would return to Allah subhana va taala the Allmighty. The Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam stated that if Imam Hussain Radiallahu taala anh was to depart from this world, Sayyidah Fatimah Radiallahu taala anha, sayyiduna Imam Ali radiallahu taala anh as well as the Messenger of Allah alaihissalam would be aggrieved. If Sayyiduna Ibrahim alaissalam departed, most of the grief woud be felt by the best of the creation Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam and therefore, Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalam explained how he desired to bear all the sorrow rather than witness his beloved daughter ans son inlaw radiallahu taala anhum pained by the death of their beloved son. Three days after the Messenger of Allah Hazarat Mohammad alaihissalamhad made this magnificient choice, Sayyiduna Ibrahim alaihissalam passed away. After this event , whenever Sayyiduna Imam Hussain Radiallahu taala anh would come to beloved Prophet alaihissalam, Prophet alaihissalm would kiss theforehead of Imam Hussain radiallau taala anh and welcome him. Addressing the people (sahaba), the Prophet alaihissalam would say that he had sacrificed his son Ibrahim alaihissalam for the sake Imam Hussain salamullah alaih. (Taken from SHAWAHI D AL NABUWWAH page no:305 by SHAYKH JAMI Radiallahu taala anh)

In Roman Urdu Fazail-e-Imam Hussain radiallahu taala anh Shaykh Jami radiallahu taalaanh apne Mashoor va Maaruf tasneef SHAWAHI D AL NABUWWAH
mein likhte hai ke . Ek din Huzur Mohammad alaihissalam Imam hussain Radiallahu taala anh ko apne daayen baazu aur apne bte Hazarath Ibraheem alaihissalam ko bayen baazu par bithaye huye the. Itne men Hazarath Jibreel alaihissalam hazir huve aur kaha Khudawande taala Indono ko aap ke han na rehne dega. Unme se Ek ko vaapas bulayega. Ab in dono mein se Aaap jise chahen pasand karlen.

Huzur alaihissalm ne farmaya :AgarImam Hussain radiallahu taala anh ruqsat hojayen , to unke firaaq mein Hazarath sayyidah Fatimah radiallahu taala anha , Hazarth Ali radiallahu taala anh aur meri Jaansozi hogi. Agar Ibraheem alaihissalam wafaat pajaayen, to jiyada se jiyadahAlam meri jaan par hi tootegi. Isliye mujhe apna gam hi pasand hai yani Huzur alaihissalam ne Imam Hussain radiallahu taala anh ko chun liya. Is waqiye ke 3 (teen) rozbaad Hazarath Ibraheem alaihissalam wafaat paagaye. Jab bhi Hazarath Imam Hussain Radiallahu taala anh Huzur alaihissalam ke khidmat mein aate to , Huzur alaihissalm unki peshani par bosa dete aur khush aamadeed kehte huye farmate, uspar mein ne apne Bete Ibraheem alaihissalam ko Qurbaan kardiya. (SHAWAHI D AL NABUWWAH waraq:305)

You might also like