You are on page 1of 4

iqbalurdu.blo gspo t .

co m

http://iqbalurdu.blo gspo t.co m/2011/04/bang-e-dra-102-wataniyat.html

(Bang-e-Dra-102) Wataniyat ( )Patriotism

Wataniat (Yani Watan Bahesiat Aik Siasi Tasawwur Ke) PAT RIOT ISM (As a Political Concept)

Iss Dour Mein Mai Aur Hai, Jaam Aur Hai Jam Aur Saqi Ne Bina Ki Rawish-e-Lutf -o-Sitam Aur In this age the wine, the cup, even Jam is dif f erent T he cupbearer started dif f erent ways of grace and tyranny

Muslim Ne Bhi Tameer Kiya Apna Haram Aur Tehzeeb Ke Azar Ne Tarshawaye Sanam Aur T he Muslim also constructed a dif f erent harem of his own T he Azar of civilization made dif f erent idols of his own

In Taza Khudaon Mein Bara Sub Se Watan Hai Jo Pairhan Iss Ka Hai, Woh Mazhab Ka Kaf an Hai Country, is the biggest among these new gods! What is its shirt is the shroud of Deen (Religion)

Ye But Ke Tarashida-e-Tehzeeb-e-Nawi Hai Gharatgar-e-Kashana-e-Deen-e-Nabwi Hai T his idol which is the product of the new civilization Is the plunderer of the structure of the Holy Prophets Deen (Religion)

Bazu Tera Touheed Ki Quwwat Se Qawi Hai Islam Tera Dais Hai, Tu Mustaf avi Hai Your arm is enf orced with the strength of the Divine Unity You are the f ollowers of Mustaf a, your country is Islam

Nazzara-e-Dairina Z amane Ko Dikha De Ae Mustaf avi Khak Mein Iss Butt Ko Mila De! You should show the old panorama to the world O Mustaf aas f ollower! You should destroy this idol

Ho Qaid-e-Maqami To Nateeja Hai Tabahi Reh Behar Mein Azad-e-Watan Soorat-e-Mahi T he limitation to country results in destruction Live like the f ish in the ocean f ree f rom country

Hai Tark-e-Watan Sunnat-e- Mehboob (S.A.W.)-e-Elahi De Tu Bhi Nabuwwat Ki Sadaqat Pe Gawahi Renouncing the country is the way of the Gods Beloved (PBUH) You should also testif y to the Prophethoods Truth by similar action

Guf tar-e-Siasat Mein Watan Aur Hi Kuch Hai Irshad-e-Nabuwwat Mein Watan Aur Hi Kuch Hai In political parlance country is something dif f erent In Prophets command country is something dif f erent

Aqwam-e-Jahan Mein Hai Raqabat To Issi Se Taskheer Hai Maqsood-e-Tajarat To Issi Se T he antagonism among worlds nations is created by this alone Subjugation as the goal of commerce is created by this alone

Khali Hai Sadaqat Se Siasat To Issi Se Kamzor Ka Ghar Hota Hai Gharat To Issi Se Politics have become beref t of sincerity is by this alone T he destruction of the home of the weak is by this alone

Aqwam Mein Makhlooq-e-Khuda Batti Hai Iss Se Qoumiat-e-Islam Ki Jar Katti Hai Iss Se Gods creation is unjustly divided among nations by it T he Islamic concept of nationality is uprooted by it

You might also like