You are on page 1of 4

Hinduo ke sath unke hi desh mein kuch sau varsho se nahi lagbhag dedh hajar varsho

( 1500) se anyay hota chala aa raha hai, Is Anyay ka pratikar kabhi na kabhi to kisi na kisi
ko karna hi hoga. Kab tak Hindu apne hi desh mein dusre darje ke Nagrik Bane rahenge1.
In their own country Hindus have been discriminated against not for just 100 years but
thousands of years, this injustice would have to be responded by anyone at any point of time.
Till when Hindus would live as second rate citizens in their own country.
Dukh to yha hai ki humare Aadhunik Hindu Surviro me yha samartha to hai ki woMasjid
ki raksha k liye Aandolan kare aur Islam aur isai (Christian) dharm ki rakhsa k liye
aatmotsarg kar dene ki bat kare, lekin unme yha samarthya nahi hai ki unka jo svartha ka
dharm hai, uske bare me vastvik jankari prapat kar le.Jo vyakti apne puritan Gaurav par
svabhiman nhi kar sakta, wo yadi kisi dushre dharmavlambi k prati sahanubhuti jata rha hai,
to yha matra uski kutilata aur rajnitik chal hi hai2.
It is unfortunate to know that our modern hindu warriors though are capable to argue for the
safety of mosques and Christianity but they lack the capacity to know their own religion
properly. Whoever cant feel proud of their royal past and rather sympathesizes with other
religions are mischievious and politically motivated.
Nisandeh (Undoubtedly) Kafir tumhare khule dushman hai3.
Undoubtedly non-believers are your enemies.

Jab Uharam ke Mahine beet jaye to Mushirko( Murtipujako) ko jahan pao,katla karo aur
unhe pakdo aur ghero aur ghat lagakar unki tak mein baitho,phir yadi woh tumse tauba kar
le aur namaz padhne lage aur zakat dene lage to unhe chod do4.

1 10 May 1989, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.


2 9 April 1992, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.
3 ibid
424 December 1992, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.

Jo humse inkar karte hai, hum jaldi hi unhe aag me jhok denge aur jab unki khale pak
jayengi, ab unhe dusri khalo se badal denge taki wo yatna ka rasasvadan kar le5.

Gulami ke dino me Muhammad Ali Jinnah ke netritva me muslim sangathano ne jo


gundagardi ki thi us samay unhe iska labh mil gaya tha kyoki ek ore to unhe Bharat par raj
kar rhi videshi satta ki sidhi sahe mili hui thi, aur dusri ore Rastravadi saktiya paradhinta k
karan apne aap ko ashaye pa rahi thi. Par Ab aisi sthiti nhi h6.

Ram is desh k vartmaan Hinduo aur bhartiya Musalmano ke bhi purvaj h. Is vastvikta ko
sweekar kar lene me hi is desh mein rahne wale musalmano ka hit hai.7 Babar ne Hinduo
ke sath anyay kiya, ye ek aitihasik tathya hai. Babar ek videshi tha aur ek hamlawar tha, wha
bhi ek aitihasik tathya h. Par kya aaj is baat ko lekar Hindustan me rehne waale logo se hi
bair karenge? Sach Baat to yeh h ki Hindustan me rehne wala har vyakti Hindu hai chahe wo
kisi bhi mazhab ko manta ho8.
Jhagda yaha Babar Ki Aulado se nhi hai. Babar ki Aulade kaun hai, kaha hai ab yaha koi
nahi janta. Babar to chala gya aur uski aulade bhi khak me mil gayi. Ab jo Bharat me rehne
wale dikhai de rahe rahe hai, unke purvaj to Hindu the9.
Ram Rajya Gandhi ko Priya tha aur uski stuti Pradhanmantri ke rup me Rajiv Gandhi tak
karte rahe tha Ram Rajya hai Desh ko priya hai, bahusankhyako ko priya h. Adhikansh
alpsankhyak ko bhi priya hai aur jinhe Ram Rajya nhi Babar Rajya adhik priya hai, wo
Bharat bhumi ke liye Kalank hai hai10.

5 ibid
6 28 December 1992, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.
7 6 August 1989, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.
8 17 July 1989, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.
9 Ibid,
10 24 December 1992, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.

Musalmano ko bhi ye samaj lena hoga ki wo log pehle Bhartiya h aur bad me
Musalman41 .
Dhauspatti, Dhingamusti, Aatank aur Sudh Takrao aur Sangharsh ki jo rajniti desh me
idhar badhati ja rahi hai, uska hi ek Sabut hai Kanpur Police par prahar ka vah sangathit
prayas jo Muslim Samudaye (Community) dwara kiya gaya11.
Bombay K Mafia Sardaro ko Bharat virodhi Rastro aur Islami ugrawad ka khula samarthan
mil rha h.Ye nirvivad satya hai ki Bombay ke Mafia jagat ke 90% log kisi na kisi prakar se
Islamic ugrawad k samarthako se sambandith hai12.
Hinduo ki sabse badi takat sahishnuta rahi hai aur yaha sahishnuta yadi Hindu chod denge
to jo kuch phir janam lega, use Hindu kaise kaha ja sakta hai. Hindu aur ahindu mein yahi to
fark hai ki Hindu sahisnu (tolerant) hai aur ahindu (non-Hindu) asahisnu (intolerant)13.

Dharmnirpecheta ke naam par alpsankhyakvad (minorityism) ko badhava diya ja raha


hai,aaj usi ka pratifal dekhne ko mil raha hai. Hindu jiska Mul aadhar hi sahishnuta,udarta
aur sarvatra ekatva darshan hi raha ho, wo bhi ab sankirn aur anudar hota chala jar aha
hai
Manas Bhavan me AryaJan jiski Utare Aarti,
Bhagwan Bharatvarsha me Gunje Hamari Bharti

11 5 December 1990, Dainik Jagran, Kanpur edition, p. 4.


12 19 April 1993, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.
13 17 July 1989, Dainik Jagran, Kanpur edition, pp. 4.

You might also like