You are on page 1of 2

Rishte mein to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah

Aaj mere paas gaadi hai, bungla hai, paisa hai... tumhare paas kya
hai?

Don ko pakadna mushkil hi nahin namumkin hai

Mogambo khush hua

Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti
rahi hai lekin insaaf nahi mila my lordmili hai toh sirf yeh tarikh

Joh main bolta hoon woh main karta hoon joh main nahi bolta woh
main definitely karta hoon..

Ek bar joh maine commitment kar di uske baad toh main khud ki bhi
nahi suntan
Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ... ki har
zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai

Ek chutki sindoor ki keemat tum kya jaano Ramesh babu ... ishwar ka
aashirwad hota hai ek chutki sindoor ... suhagan ke sarr ka taj hota hai ek
chutki sindoor ... har aurat ka khwab hota hai ek chutki sindoor

I can talk English, I can walk English, I can run English... because
English is a very phunny language

Main aaj bhi pheke hue paise nahin uthata,

Bade bade shehron mein aisi chhoti chhoti baatein hoti rehti
hain

Zindagi mein teen cheezon ke peechey kabhi nahin bhagna chahiye-


bus, train aur chhokri

Kabhi kabhi kuch jeetne ke liye kuch harna bhi padta hai, aur
haar kar jeetnay wale ko baazigar kehte hain

You might also like